Blog Title Se Pahle Post Title Ko Show Kaise Kare ?

how to show post title before blog title

Namaskaar dosto aaj ki is post me hum apko yah batayenge ki kaise aap apne blogspot ke blog ki har post ke title ko apne blog ke title se pahle show karva sakte hai. Lekin prashn yah hai dosto ki bhala iski hume jarurat hi kya hai ?
your passion
Dosto agar aap ek blogger hai to apko achhe se is baat ko jante hi honge ki search engine me apni ranking sudharne or apne blog par jyada se jyada traffic earn agar apko karna hai. to apko apne pure blog ko search engine me seo karna hoga.

Blogspot.com Domain Par Alexa Rank Show Kyo Nahi Hota Hai

Aaj is post me mai aapko btane ja raha hu ki google search result me blog post results ko kaise change karte hai. Is tutorial ko follow karke aap apne blog ki post ko chaho jaise google search engine me show kar sakte ho.
SEO yani search engine optimization karna har blogger ke blog or uski post ke liye bahut jaruri hai. kyoki aisa na karne par uska blog search engine me jaldi se rank nahi karega. jiska matlab hai ki apki website or blog ki growth ruk jayegi. yah sthiti kisi bhi blogger ke liye or uske blog ke liye sahi nahi hai.

Blogspot Blog Me Error 404 Page Not Found Ko Custom Redirect Kaise Kare

Search engine optimization ke liye blog post title and blog title dono most important hote hai. But agar aapke blog ki post ka title blog title se pahle search me show hota hai t oaapko jyada organic click milenge. Kyuki aapki post ka poura topic dikhayi dega.
Dosto yahan hum apko blogger seo ke ek chhote magar importent vishay ke baare me batane ja rahe hai. isi liye aap sab se request hai ki aap is post ko shuru se lekar aakhri tak jarur padhe taki apko sab kuch sahi tarike se samajh me aa jaaye.

Blogspot Blog Ko WordPress Par Transfer Karne Ke Baad Kya Kare Full Guide in Hindi

Dekhiye dosto jab bhi aap search engine me kuch search karte hai to sabse pahle apke search kiye huye words ke anusaar jitne bhi article hote hai wah apko show hota hai. ab agar maan le ki koi user apne browser me yah search karta hai ki facebook account kaise create kare.
Aisa karte hi sabhi article show honge jo facebook account banane ki jaankari dete hai. lekin sabse pahle wahi article apko show honge jinka post title unke blog title se pahle show karta hai. kyoki google aise article ko aasani se pakad leta hai, jabki wo post sabse niche show karte hai jinka blog title post title se pahle show karta hai.

Blogspot Blog Ke Liye Free HTTPS Security Enable Kaise Kare

Hum apko yahan batane ja rahe hai ki kaise aap apne blogspot par bane blog ke sabhi post ke title ko apne blog title se pahle kaise show kar sakte hai. iski bahut si vajah ho sakti hai jaise – Aapke blog ki title search me post title se pahle show hota hai. Aapke blog ki post title ki jagah par post ka link show hota hai. Ya fir search me post title ki jagah koi or words show hote hai. Post ka title first me show hoga to usme aapke main keywords show honge. Post title pura show hoga to user us par jyada click katenge. Isse aapko jyada beneft milega.

Search Engine Me Blog Title Se Pahle Post Title Kaise Show Kare

  1. Sabse pahle apko apne blog me login karke apne blog ke dashboard me jaana hai.
  2. Uske baad apko theme option par click karna hai or fir Edit html par click karna hai.
  3. Ab apke saamne aapke blog ka html code open ho jayega. us code box me kahi par bhi click karke Ctrl+F press kijiye.
  4. Uske baad search box me apko yah code search karna hai <title><data:blog.pagetitle/></title>
  5. Apko jab yah code mil jaaye to aapko yah code delete kar dena hai. or uski jagah niche diya gaya code copy karke delete kiye gaye code ki jagah par paste kar dena hai.
  6. Uske baad aapko save button par click karna hai.
<b:if cond='data:blog.pageType == "item"'>
<title><data:blog.pageName/> | <data:blog.title/></title>
<b:else/> <title><data:blog.pageTitle/></title> </b:if>
Lijiye dosto ab saari settings ho chuki hai ab bas aapko kuch din wait karna hoga. taki blogspot apke dwara set ki gayi sabhi settings ko achhe se samajh le or usi anusaar result show kare. Jaise hi sabhi settings puri tarah se set ho jayengi uske baad apke blog par majud sabhi post ka title apke blog title se pahle show karega.

Blogger Blog Ko WordPress Par Import Kaise Kare

Dosto agar aapka koi sawaal hai humare is post ko lekar to niche comments karke humse puchh sakte hai. iske sath hi dosto agar apko yah post pasand aaya to humare is article ko apne dosto ke sath social media par jarur share kare.

0 comments:

Post a Comment